Tuesday 20 August 2013

Bhulaoge Lakh Tum Hmko, Mgar Ham Yaad Aayenge<< >>Ham Tark-e Ulfat Par Bhi Tumko Yaad Aayenge

>>Bhulaoge Lakh Tum Hmko, Mgar Ham Yaad Aayenge<<

>>Ham Tark-e Ulfat Par Bhi Tumko Yaad Aayenge<<


>>Nhi Aayenge Yaad Tumko Maheeno Tak Na Aayenge<<

>>Mgar Jab Yaad Ayenge To Aksar Yaad Aayenge<<


>>Dino Hafton Na Shi Lekin Kabhi To Yaad Aayenge<<

>>Suno! Hm Yaad Aayenge, Kabhi To Yaad Aayenge.<<


Mana ke Marne Walon ko Bhula Dete Han Sabhi Log

Par Mai To Abhi Zinda Hun Phir Usne Kyun Bhula Diya


 Pathron Ko Dil Ka Haal Sunane Chali Hun,

Roothi Hui Kismat Ko Manane Chali Hun,


Nakam Hasrato Ka Janaza Uthaye Hue,

Mein Unse Wafa Nibhane Chali Hun,


Woh Bewafa Na The,Main Badnaseeb Thi,

Ye Baat Zamane Ko Batane Chali Hun,


Sawan Ki Ghataon Tum Kal Umadna,

Aaj To Main Aansu Bahane Chali Hun,


Jaha Banaya Tha Maine Kai Aashiyana,

Aaj Usi Shaakh Ko Jalane Chali Hun,


Meri Shayri Kisi Ka Dil Na Dukha De,

Isliye Tanhaayi Ko Apni Gazal Sunane Chali Hun








 DiL Toorro Gay To Khud Bhi Toot Jao Gay",,

"Zinda Hum Na Rahen Gay To Marr Tum Bhi Jao Gay",,


"Ye Ilteja Hai Basa Lo Humain Aankhon Mein",,

"Sanwar Hum Jayen Gay To Sajj Tum Bhi Jao Gay",,


"Mujhe Chhorrney Ka Irada Kabhi Na Karna",,

"Warna Toot Main Jaon Ga To Bikhar Tum Bhi Jao Gay"


No comments:

Post a Comment

Comments Please